Lazzat-e- zikar naam-e-khuda hai chaman

4:48 PM Posted In , , Edit This 0 Comments »
Lazzat-e- zikar naam-e-khuda hai chaman
Aur ghaflat ki dunya ha dash two damen

Ki hai jis nay bhi hijrat tere naam per
Pa gaya pa gaya wo bahar-e-watan

Hai zaroori gunhaon ko bhi chorr de
Asal hijrat nahi sirf tark-e-watan

Shehar mahboob hoga jahan bhi kahin
Aashiqo ka suna hai wohi hai watan

Phir madinay ki lazzat ko may kya kahon
Kaash hota madinay may mera watan

Kis tarha ma kahon dil se ai doston
Zinda baad ai watan zinda baad ai watan

0 comments: